~ Ghazal ~
"Muhabaton ne kaisa kamaal ker dala."
"Humain to udasyon ki misaal kar dala."
"Kabhi milain to pouchain gay ik doujay se"
"K kis ko kis k gham ne nidhaal kar dala"
"Tu bata us se kya kahon ga mein"
"Meri udasi pe jo kisi ne sawaal kar dala"
"Suna tha zindagi ka safar bohat mushkil hai"
"Or hum ne ker k muhabbat isay or b muhaal kar dala.
Pehlay to bohat
yaad kiya kertay thay tum,aey dost
Ab aisa bholaya tum ne k Kamaal ker dala
ha...
¤ Tå£â$h-ë-Záñdgï ¤
Be-Hisi Ki Dunia Men,
Do Sawal Mery B....,
Kis Tarah Jiya Jaey.?
kis Liye Jiya Jaaey..?
(GHAZAL)
Kis bat pe ruthe ho ranjish woh balaa ki hai,itna to bata jao keya ham ne khata ki hai,
Qadmon k nishaan un k chume hain nigaahon se,yeh rasm-e-muhabat hai jo ham ne ada ki hai,
Khushiyon se na mar jae bimaar k us but ne,mandar men khare ho kar jine ki dua di hai,
Dana wa-hi ugta hai jo khak men milta hai,ulfat men fana hona tamhid baqa ki hai,
Jab ham ne kaha us se din rat tarapte hain,us ne yeh kaha sun kar marzi yeh Khuda ki hai.
('.')One day
<)(>u will
_/ \_miss me!