To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Djatifsahil GuestbookThe friendship we have is so rare to find, We hate to see each other in a bind. We have made each other laugh so hard we've cried, We feel each other's pain if we are hurt inside. We always can find the right words to say, To help us get through any dreadful day. We have told our darkest secrets, with feeling no shame, We will tell each other the truth even if we are to blame. Thinking of you not being here makes me feel so sad, We will have to look back on our crazy memories to make us glad. The Miles between us can't keep us apart, Because we will keep each other close at heart. Ap ownskin ko chorh kun nehin dete khuda hafiz kr k phir msg check krne aa jate ho 1 bt to m kihna he bhol gya . Wo yi h k apna dopta he tabdel kr lo . Mera matlab h k wash kr lo maila ho gya kya hal h jnab ka.? Ap to bhol he gay ho apny cute frnd ko . M koe bhol jany k ley ap ka frnd bna tha ???????????? Painting is a feelin, Never spoil it. Painting is a feelin, Never spoil it.Face is a book, try 2 read it.Love is precious, B ready 2 sacrifice for it & Friendship is like a mirrornever break it! ye zard mausam k Khushk pattay havaa jinhain lay gai urhaa kr agar kabhi in ko dekh paow to soch lenaa k in main hr barg k namuu main ziyaan gayaa arq shaaKh-e-gul kaa kabhii ye sar_sabz konpalain thein kabhii ye shaadaab b rahe hain khule huye hoonth ki tarah narm aur shaguftaa bahut dinoon tak ye sabz patte havaa ke relo'n main bebasii se tarap chuke hain magar ab ye Khushk ho rahe hain magar ye ab Khushk ho chuke hain agar kabhii is taraf se guzaro to dekh lenaa ye ab tumharay liye nahin hain Make your life a house your heart Make your life a house your heart can live in. With a door that is open to receive friends. And a garden full of memories.... of many good things Chalo khatam hoi aj se dastan-e-muhabat Ab hm tareekh-e-wafa men tera nam kanda karty hen Chalo aj se hm chahat k zanda'an men muqeed huwe Tri yad k sehra men dard-e-mazi ki waeed hove Chalo ab kitab-e-zeest se awraq-e-wafa palatty hen K ab hm"wafa" ko jafa likhen ge,saza likhen ge K ab hm apni bheegi January ki shurouat Tere bakshay hove azaab-e-tanhai se karty hen Chalo ab tri muhabat ki umer qaid muqaddar hoi K hm ko wafa nibhany ki saza to milni the Chalo ab hm apne hathon ki lakeeron se Tera aks-e-jan mita den ge Qalb-e-jaan men saji tasveer-e-muhabat Shab ki tanhai men chupke se hata den ge K hm ko zamany men tri ruswai manzoor nahe Shayad isi leye ye lehja gham nahe hota Magar jb faseel-e-jaan se sans ukharti he to Aise men hm aseer-e-muhabat Phir se ehad-e-wafa duhrany lagty hen Itne zakhm kha kr b Nishtar jan ko tri ankhon ka Surmaee sa mundar yad ata he Aise men hm dair tk mazar-e-muhabat pr Noha girri krte hen aise men tu r tri yad nehi MOHABAT KA WO AKHRI DECEMBER YAD ATA HE. | |
