To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Djatifsahil GuestbookMain andheri raat ka musafir karoon roshni ka intezaar kia?? Tay ker loon musafatain raat main sulaghtay din ka aitbar kya?? Mujhay rastay main nafratain mili or kuch phool bewafai k.. Main kia janoo kia hai muhabat kia samjhoon hai yeh pyar kya?? Main tanhaiyon main zinda hoon main perkatta parinda hoon.. Koi aa k mujhay bata jaey hota hai wisaal-e-yaar kya?? Koh-e-toor per to pohanch gaye sang leker kuch ahl-e-nazar.. Jis nazar ko taab-e-deedaar nahi woh nazar keray deedar kya?? Yeh rog ishq ka rog hai yeh saaz nahi yeh soz hai… Is rog ki koi dawa nahi phir dawa keray beemaar kya?? Us ne jaan meri maang li sadqay main apnay pyaar k… Yeh dum to usi humdum ka tha phir karta main inkaar kya?? Main thak ker baitha tha MEHRU ik shajar ki ghanni chaonwn main.. Jis ne tan man mera jala diya woh shajar tha saya daar kya?? You are the reason why I have sleepless nights. You are the reason why I tend to hold my pillow tight. It's you that I'm thinking when I lay down at night. And you are the reason I can't sleep without saying goodnight. Arzu ki rahon men dharkano ki banhon men aow ghar bnayen hm phir wo ghar sjayen hm apna pyar men laown apna roop tm lana chaown le k men aown narm dhoop tm lana Kyun Paisa Paisa Karti He Kyon Paise Pe Tu Marti He Ek Baat Mujhe Batla de Tu Us Rab Se Kyun Ni Darti He Kya Hota Hai Paise Ka Paise Ki Laga Doon Dheri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri Na Has ke kadi Bolti Paise Ko Pyaar Se Toulti Har Baar Tera Ek Roop Naya Na Bhed Dilon Ki Kholti Rab Kehta He Dilwalon Se Na Kar Hera Pheri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri he Bangla na Car Bhi Soni Aish Boht Dil Karta He Mujhe Ek Baat Ki Samaj Na Aai Dil Tera Pe Kyon Marta He Ab jan Nikale gi Tu Meri Kya Niyeat He Teri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri Mein Barish Kar Doon Paise Ki Jo Tu Ho Jaye Meri Paisa Aavee Paisa Jaavee Ek Ka Ho Ke tikda na ye pyar hi sacha dunya men bazaaron men jo bikda na sach kehta k maan doulat na teri na meri MAIN BARISH KR DOON PAISE KI JO TU HO JAY MERI. جس طرف بھی دیکھیں صرف تمکو ہی پائیں تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں تیرے ساتھ مل کے بیٹھنا کرتے ہوئے باتیں وہ پہروںگزارنا کبھی جوشِ محبت میں تجھےبازوٴوں میں سمیٹنا وہ پیار کی باتیں بھلا ہم کس کو سنائیں تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں راہ میں رک کر کبھی میراانتظار کرنا جو میں نہ آسکوں تو مجھ سے روٹھ جانا کر کر کے کوششیں ہزار وہ تجھ کو منانا تیرے بغیر جانم ہم کس کومنائیں تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں وہ سدا ساتھ رہنے کا عہدباندھنا شمع کے ساتھ جیسے رہتا ہےپروانہ پل بھر کی جدائی ذرا سہ ہ نہ پانا تو بھول کر تم کو کیسے رہ پائیں تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں | |
