AaGayiMohtrama (14 years ago)mujhe pata tha, bhulla aa gaya hai...
Ab Mehwish Madam!! jarrur aayengi..
pata nhi kaun sa rishta hai...
ab to hum ko ghalat sochana chahiye,..
soch sakte hai na madam..??
aap koi shikayat to nhi hai..??
yahan to mujhe macharon ne pareshan kar rakha hai..
roz 30-40 gram mera khoon peete hai..
aur aap mera 50-60 gram khoon roz jalati hai...
mujhe roz 100 gram khoon extra paida karna padta hai..
mera bhee jism hai koi khoon factory nhi hai...
mere accounts visit kyun nhi karti..
visit kiya kariye..
itni mehnat karta hoon...
kuch to result diya kariye...
aap to ekdum ajnabi ban jaati hai...
maza aata hai aisa karne me..??
aur Lahore kab jana hai..???
kam az kam mujh ko bata ke to jaiyega...